BAJRANGI BHAIJAAN(2015)
Language:Hindi
Year:2015
Director:Kabir Khan
Music:Pritam
1.Selfie Le Le Re
Lyrics:Mayur Puri
Singers:VishalDaldlani,Nakash Aziz,Pritam,Aditya Pushkarna
Jai Jai Bajrangbali
Tod de dushman ki nali
Jai Jai Bajrangbali
Tod de dushman ki nali
Hey
Dha tuna tuna baaje danka
London ho ya Lanka
Goonje re chaaron ore
Hey
Dha tuna tuna baaje danka
London ho ya Lanka
Goonje re chaaron ore
Aap ki rahe anukampa
Na darr na hi shanka
Nachenge hum chor
Jogi chalaye koi jantar
Khilega tera antar
Tu aaja guru mantar
Ye le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Apna paraya jo bhi le jhappi le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le, le le re
Masti ki tanki me tanik dubki le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Chal beta selfie le le re
Ae ae ae ae ae
Chal beta Selfie le le re
Chal beta Selfie le le re
Chal beta Selfie le le re
Tu meri nautanki tu hi cinema
Tu mere saath gar ho
Tu hi kamaai meri aur tu hi beema
Tu mere saath gar ho o
Rokegi phir kya mujhe koi seema
Tu mere saath gar ho o Rama Rama
Tu meri nautanki tu hi cinema
Tu mere saath gar ho o
Tu mere sath gar ho le
Magan mann bole
machak ke hichkole tu le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Apna paraya jo mile jhappi le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Masti ki tanki mein tanik dubki le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Chal beta selfie le le re
Dha tuna tuna baaje danka
London ho ya Lanka
Goonje re chaaron ore
Aap ki rahe anukampa
Na darr na hi shanka
Nachenge hum chor
Jogi chalaye koi jantar
Khilega tera antar
Tu aaja guru mantar
Ye le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Apna paraya jo bhi le jhappi le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le, le le re
Masti ki tanki me tanik dubki le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Chal beta selfie le le re
Ae ae ae ae ae
Chal beta Selfie le le re
Chal beta Selfie le le re
Chal beta Selfie le le re
Tu meri nautanki tu hi cinema
Tu mere saath gar ho
Tu hi kamaai meri aur tu hi beema
Tu mere saath gar ho o
Rokegi phir kya mujhe koi seema
Tu mere saath gar ho o Rama Rama
Tu meri nautanki tu hi cinema
Tu mere saath gar ho o
Tu mere sath gar ho le
Magan mann bole
machak ke hichkole tu le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Apna paraya jo mile jhappi le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Masti ki tanki mein tanik dubki le le re
Ae le le ae le ae le
Ae le le le le re
Chal beta selfie le le re
Download Lyrics Click Here
2.Tu Chahiye
Lyrics:Amitabh Battacharya
Singer:Atif Aslam
Haal e Dil ko sukoon chahiye
Poori ik aarzoo chahiye
Jaise pehle kabhi kuch bhi chaaha nahi
Waise hi kyun chahiye
Dil ko teri mojoodgi ka ehsaas yun chahiye
Tu chahiye tu chahiye
Shaam o subah tu chahiye
Tu chahiye Tu chahiye
Har martabaa Tu chahiye
Jitni dafaa zidd ho meri
Utni dafaa haan Tu chahiye
Wooo
Wooo
Koi aur dooja kyun mujhe
Na tere siva chahiye
Har safar mein mujhe
Tu hi rehnuma chahiye
Jeene ko bas mujhe
Tu hi meherbaan chahiye
Ho
Seene mein agar tu dard hai
Na koi dawaa chahiye
Tu lahu ki tarah
Ragon mein rawaan chahiye
Anjaam jo chaahe mera
Wo.. aagaaz yun chahiye
Tu chahiye, tu chahiye
Shaam o subah tu chahiye
Tu chahiye tu chahiye
Har martabaa tu chahiye
Jitni dafaa zidd ho meri
Utni dafaa haan tu chahiye
Wooo
Wooo
Mere zakhmon ko teri chhuan chahiye
Mere shamma ko teri agan chahiye
Mere khwaab ke aashiyane mein tu chahiye
Main kholun jo aankhein sirhane bhi tu chahiye
Wo ho
Wo ho
Poori ik aarzoo chahiye
Jaise pehle kabhi kuch bhi chaaha nahi
Waise hi kyun chahiye
Dil ko teri mojoodgi ka ehsaas yun chahiye
Tu chahiye tu chahiye
Shaam o subah tu chahiye
Tu chahiye Tu chahiye
Har martabaa Tu chahiye
Jitni dafaa zidd ho meri
Utni dafaa haan Tu chahiye
Wooo
Wooo
Koi aur dooja kyun mujhe
Na tere siva chahiye
Har safar mein mujhe
Tu hi rehnuma chahiye
Jeene ko bas mujhe
Tu hi meherbaan chahiye
Ho
Seene mein agar tu dard hai
Na koi dawaa chahiye
Tu lahu ki tarah
Ragon mein rawaan chahiye
Anjaam jo chaahe mera
Wo.. aagaaz yun chahiye
Tu chahiye, tu chahiye
Shaam o subah tu chahiye
Tu chahiye tu chahiye
Har martabaa tu chahiye
Jitni dafaa zidd ho meri
Utni dafaa haan tu chahiye
Wooo
Wooo
Mere zakhmon ko teri chhuan chahiye
Mere shamma ko teri agan chahiye
Mere khwaab ke aashiyane mein tu chahiye
Main kholun jo aankhein sirhane bhi tu chahiye
Wo ho
Wo ho
Download Lyrics Click Here
3.Bhar Do Jholi Meri
Lyrics:Kausar munir
Singer:Adnan Sami
Tere darbaar mein dil thaam ke woh aata hai
Jisko tu chaahe hey Nabi tu bulaata hai
Tere dar pe sar jhukaaye main bhi aaya hoon
Jiski bigdi haaye Nabi tu chaahe banata hai
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Jisko tu chaahe hey Nabi tu bulaata hai
Tere dar pe sar jhukaaye main bhi aaya hoon
Jiski bigdi haaye Nabi tu chaahe banata hai
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Laut kar main naa jaaunga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Laut kar main naa jaaunga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Band deedon mein bhar daale aansu
Sil diye maine dardo ko dil mein
Jab talak tu bana de na tu bigdi
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Khaali
Bhar do jholi aaka ji
Bhar do jholi hum sab ki
Bhar do jholi Nabi ji
Bhar do jholi meri Sarkare Medina
Laut kar main naa jaaunga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Laut kar main naa jaaunga khali
Band deedon mein bhar daale aansu
Sil diye maine dardo ko dil mein
Jab talak tu bana de na tu bigdi
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Khaali
Bhar do jholi aaka ji
Bhar do jholi hum sab ki
Bhar do jholi Nabi ji
Bhar do jholi meri Sarkare Medina
Laut kar main naa jaaunga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jaaunga khali
Bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon
Laut kar main naa jaaunga khali
Bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon
Bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon
De de ya Nabi mere dil ko dilaasa
Aaya hoon door se main hoke ruhaasa
Main yahan se wahan ho gaya hoon
De de ya Nabi mere dil ko dilaasa
Aaya hoon door se main hoke ruhaasa
De de ya Nabi mere dil ko dilaasa
Aaya hoon door se main hoke ruhaasa
Kar de karam Nabi, mujhpe bhi zara sa
Jab talak tu jab talak tu
Panaah de na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi meri Tajdaare Medina
Laut kar main na jaaunga haali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
Bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane
Aah nikli hai toh chand tak jaayegi
Tere taaron se meri duaa aayegi
Aye Nabi haan kabhi toh subah aayegi
Jab talak tu sunega na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
De taras kha taras mujhpe aaka
Ab lagaa le tu mujhko bhi dil se
Jab talak tu mila de na bichhdi
Darr se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi aaka ji
Bhar do jholi hum sab ki
Bhar do jholi Nabi ji
Bhar do jholi meri Sarkare Medina
Laut kar main naa jaaunga khali
Dum dum ali ali dum ali ali
Dum ali ali dum ali ali
Aaya hoon door se main hoke ruhaasa
Kar de karam Nabi, mujhpe bhi zara sa
Jab talak tu jab talak tu
Panaah de na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi meri Tajdaare Medina
Laut kar main na jaaunga haali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
Bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane
Aah nikli hai toh chand tak jaayegi
Tere taaron se meri duaa aayegi
Aye Nabi haan kabhi toh subah aayegi
Jab talak tu sunega na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
De taras kha taras mujhpe aaka
Ab lagaa le tu mujhko bhi dil se
Jab talak tu mila de na bichhdi
Darr se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi aaka ji
Bhar do jholi hum sab ki
Bhar do jholi Nabi ji
Bhar do jholi meri Sarkare Medina
Laut kar main naa jaaunga khali
Dum dum ali ali dum ali ali
Dum ali ali dum ali ali
0 Comments